Chaand ki Shaan - Day 37

Raat ko nikla chaand
Paharon ke peechay se
Baadil ko kardiya pareshaan
Apni roshni se

Andheri raat ko aya toofan
Thandi hawaaein hui rawaan
Qudrat ne kardiya hairaan
Uski husan ne banadiya jawaan

Ab laut kar ayi gi ye jaan
Dil key kono mai
Kab tak rahoongi sunsaan
Jo hona hai honay dey


You'll only receive email when they publish something new.

More from Nida Q Khan • ندا قاسم خان
All posts